People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Pyar Kiya Toh Darna Kya
Music: Anu Malik
Lyricist: Sanjay Chhel
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maan-Gaye-Mughall-E-Azam-New/Pyar-Kiya-To-Darna-Kya-Title-Son
Video:
maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
maan gaye mughal-e-azam
ishq mein duba ye aalam
maan gaye mughal-e-azam
ishq mein duba ye aalam
jab what, jab come on, jab chal na, jab kab
jab pyar kiya to darna kya, jab jab
jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya koi chori nahi ki
maine kali ka dil nahi toda
maine kali se muh nahi moda
love ke liye apna sab kuch chhoda
pyar kiya koi chori nahi ki
chhup chhup life mein jeena kya
jab tu, jab main, jab ha
jab pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya
maan gaye mughal-e-azam
ishq mein duba ye aalam
maan gaye mughal-e-azam
ishq mein duba ye aalam

prem nagar ka prince hain tu
aur tu hai rakasha
maine tujhko, tune mujhko naino mein fansa
jab kya, jab waah, jab aah, jab ja
ishq ka ye asar chakh le o bekhabar
chakh le o bekhabar, jab
teer chale, talwar chale ya roke baadshah
apna pyar hain maashah allah, kiski hai parwah
pyar kiya koi chori nahi ki
chhup chhup life mein jeena kya
jab cold war, jab who cares, jab aha
jab pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya
maan gaye mughal-e-azam
ishq mein duba ye aalam
maan gaye mughal-e-azam
ishq mein duba ye aalam

shehjaada tu cool cool, main sexy anarkali
apna charcha shehar shehar aur gossip gali gali
jab me, jab you, jab true, jab
ishq ka ye nasha, har taraf har disha
har taraf har disha
zanjire, deeware, pehre always lagte rahe
we dont care kehkar, paagal premi milte rahe
pyar kiya koi chori nahi ki
chhup chhup life mein jeena kya
jab tan, jab mann, jab gun
jab pyar kiya to darna kya
jab pyar kiya to darna kya

main to kali ka, main to kali ka
deewana mere yaar
main to kali pe, main to kali pe
apna dil gaya haar
mughale mughale mughal-e-azam
maan gaye mughal-e-azam
mughale mughale mughal-e-azam
maan gaye mughal-e-azam
Marmari Baahein(Remix)
Music: Anu Malik
Lyricist: Sanjay Chhel
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maan-Gaye-Mughall-E-Azam-New/Marmari-Baahein-Remix-Version/Gz
Video:
oooooo…ooooooo…

marmari baahein, sandhali saansein, teri aor le chali
marmari baahein, sandhali saansein, teri aor le chali
ras bhari baatein, madhbari raatein, teri aor le chali

gore kandhe pe kaala til,
kya kahoon kaisa hai kaatil
sare jahaan mein uske siva
mujhe kuch bhi nahin haasil
dekh dekh jaise mera jiya sharmaaye hai
kya karoon re besharam voh toh mera saaya hai
voh toh mera saaya hai…
chanchali aankhen, manchali zulfein, teri aor le chali
marmari baahein, sandhali saansein, teri aor le chali

tujhe pyar karoon mein bepanah
dekhe karta hai kaun mana
karne do mujhe yeh gunaah yeh gunaah
jism ko jalne do raat bhar
saanson ki dheemi si aanch par
aur mere humsafar meeta sa yeh dard deta hai kitna maza
tann mann tarse hai pal pal pyar voh
bheege bheege sapne yeh de do mere yaar ko … de do mere yaar ko…
aahatein sunti karwatein ginti, teri aor le chali
marmari baahein, sandhali saansein, teri aor le chali
Mar,ari Baahein
Music: Anu Malik
Lyricist: Sanjay Chhel
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maan-Gaye-Mughall-E-Azam-New/Marmari-Baahein/HCI5ckV-XmQ
Video:
marmari baahe sandhali saanse teri aur le chali
marmari baahe sandhali saanse teri aur le chali
rasbhari baate madhbari raate teri aur le chali

gore kandhe pe kala til
kya kahun kaisa hai kaatil
sare jahan mein uske siva
mujhe kuch bhi nahi hasil
dekh dekh jaise mera jiya sharmaaye hai
kya karun re besharam vo to mera saya hai
vo to mera saya hai
chanchali aankhe manchali zulfe teri aur le chali
marmari baahe sandhali saanse teri aur le chali

tujhe pyar karun main bepanah
dekhe karta hai kaun mana
karne do mujhe ye gunaah ye gunaah
jism ko jalne do raat bhar
saanso ki dhimi si aanch par
aur mere humsafar mitha sa ye dard
deta hai kitna maza
tan man tarse hai pal pal pyar vo
bhige bhige sapne ye de do mere yaar ko
de do mere yaar ko
aahate sunti karwate ginti, teri aur le chali
marmari baahe sandhali saanse teri aur le chali
Aaj Mood Hai Ishqaiyaan(rEMIX)
Music: Anu Malik
Lyricist: Sanjay Chhel
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maan-Gaye-Mughall-E-Azam-New/Aaj-Mood-Hai-Ishqaiyaan-Remix-Ve
Video:
harf harf heera hai, lafz lafz moti hain
hum hasinaao ki baatein, toh nirali hoti hain
agar magar ki dagar dagar pe, safar karoge kaise
asar asar sanam hai aisa ke sabar karoge kaise

bajne do bajne do sangeet ko, ji haan
bajne do bajne do sangeet ko, ha lets go

aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan - (2)
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan
choom le kehta hai mann ka manzar, haa naa hota hai andar andar
haa na, naa haa hota hai andar andar
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan

gustaakh mera shabaab, usape yeh khaamoshiya
jannat mein denge hisaab, humne hai kya kya kiya
chhalake yeh nain kataari, pee lu pee lu ise
dhalake yeh rain adhuri, jee lu jee lu ise
ooi maa zulfon ka taana baana, ban jaa tu mera prem deewaana
ooi maa, ooii maa, zulfon ka taana baana
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
nas nas baaje shehnaiyaan, pal pal pighle parchhaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan

saanson ki yeh kashtiyaan, alhhad uchhalati hai re
usape yeh teri nazar, har pal fisalati hai re
hey sapano ke sheeshmehal, baahon ke khilate kaval
hothon se tere hothon pe, likh du main koyi gazal
oo aa itana hi baiyaan bole, aa jaa tu dheere haule haule
oo aa oo aa itana hi baiyaan bole
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
dhadkan bole taa thaiyaan, dil mein hoti gud gudiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan

bekadar se toh bewafa achchhi - (2)
kisi se toh dil lagaati hai - (2)
mere mehboob se toh maut achhchi - (2)
ek baar toh chali aati hai - (2)
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan - (4)
ishqaiyaan
Aaj Mood Hai Ishqiyaan
Music: Anu Malik
Lyricist: Sanjay Chhel
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maan-Gaye-Mughall-E-Azam-New/Aaj-Mood-Hai-Ishqaiyaan/FgQPRUJ4
Video:
harf harf heera hai, lafz lafz moti hain
hum hasinaao ki baatein toh nirali hoti hain
agar magar ki dagar dagar pe safar karoge kaise
asar asar sanam hai aisa ke sabar karoge kaise
bajne do bajne do sangeet ko ji haan
bajne do bajne do sangeet ko haan

aaj mood hai ishqaiyaan aaj mood hai ishqaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa badal paar hai tanhaiyaan
choom le kehta hai mann ka manzar, haa naa hota hai
andar andar haa na naa haa hota hai andar andar
aaj mood hai ishqaiyaan aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa badal paar hai tanhaiyaan

gustaakh mera shabaab usape yeh khaamoshiya
jannat mein denge hisaab humne hai kya kya kiya
chhalake yeh nain kataari pee lu pee lu ise
dhalake yeh rain adhuri jee lu jee lu ise
ooi maa zulfon ka taana baana ban jaa tu mera
prem deewaana ooi maa, ooii maa, zulfon ka taana baana
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
nas nas baaje shehnaiyaan, pal pal pighle parchhaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan

saanson ki yeh kashtiyaan, alhhad uchhalati hai re
usape yeh teri nazar, har pal fisalati hai re
hey sapano ke sheeshmehal, baahon ke khilate kaval
hothon se tere hothon pe, likh du main koyi gazal
itana hi baiyaan bole, aa jaa tu dheere haule haule
aa itana hi baiyaan bole
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
dhadkan bole taa thaiyaan, dil mein hoti gud gudiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan

bekadar se toh bewafa achi bekadar se toh bewafa acha
kisi se toh dil lagaati hai kisi se toh dil lagaati hai
mere mehboob se toh maut achi
mere mehboob se toh maut achi
ek baar toh chali aati hai ek baar toh chali aati hai
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
Ek Toh Sharab Kam-1
Singer: Pankaj Udhas
Music: Anu Malik
Lyricist: Sanjay Chhel
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maan-Gaye-Mughall-E-Azam-New/Ek-To-Sharab-Kum-Part-2/JgcYYEVT
Video:
ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai
ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai
chehre pe zakhm to the kitne
uspe aaina tuta hua hai
tuta hua hai tuta hua hai tuta hua hai

ek to tera ye husn, uspe zamana kharab
haye re tera ye husn, uspe zamana kharab
nasha hi nahi tera sath bhi, tera sath bhi chhuta hua hai
chhuta hua hai chhuta hua hai chhuta hua hai
dil uth gaya ab to teri mohabbat se
dil uth gaya ab to teri mohabbat se
phir bhi dua me ye hath ye hath
utha hua hai utha hua hai
utha hua hai utha hua hai

ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai
ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai
chehre pe zakhm to the kitne
uspe aaina tuta hua hai
tuta hua hai tuta hua hai tuta hua hai
Ek Toh Sharab Kam
Singer: Pankaj Udhas
Music: Anu Malik
Lyricist: Sanjay Chhel
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Maan-Gaye-Mughall-E-Azam-New/Ek-To-Sharab-Kum-Part-1/ETFZXCNx
Video:
kuch bhi nahin tha lekin tera sahaara tha
jo kuch bhi tha voh sab kuch
voh sab kuch luta hua hai luta hua hai

ek to sharab kam
aur paimana tuta hua hai
ek to sharab kam
aur paimana tuta hua hai
chehre pe zakam to dekh kitne
us pe aina tuta hua hai tuta hua hai
tuta hua hai tuta hua hai

ek to tera ye husn uspe jamana kharab
haye re tera ye husn uspe jamana kharab
nasa hi nhi tera sath bhi tera sath bhi
chuta hua hai chuta hua hai
chuta hua hai chuta hua hai
chahe lakh bana tu aashiq gairo ko magar
chahe aakh bana tu aashiq gairo ko magar
tera hont mere hont se mere hont se
jhuta hua hai jhuta hua hai
jhuta hua hai jhuta hua hai